Fas gaya main pyar ke tufan mainDil lagakar aapse elan mainSirf aansu aur aahon ke siwaKya diya hai aapne pahchan mainHale dil mera wo ye kahkar uth gayeKuchh nahi rakha hai tujh nadan mainNarm najuk hath main pathar na loMar raha hoon khud hi main sunsan mainAapke didar ki hasrat rahiAur kuchh bhi tha mere arman main..

Your Comment Comment Head Icon

Login