Jaane yeh pyar hota kyon hai?Naam kuch bhi khe lo par deta sirf dard hai yeh..Ek tanhai..aur aansu ke siwa yeh deta kuch nahi,Jaane yeh pyar hota kyon hai?Pyar mein dil tutete dekh hame socha tha pyar kabhi na karenge,Par tum hi to they jisne kaha tha, pyar kushiya deta hai,Tum wahi ho na jo bich ra mein muh modgaye,Bina mud ke dekhe ek baar hame uhi chod gaye.Jaane yeh pyar hota kyon hai?Kaha gayi tum ne kahi wo baaten..Zindagi bar kushiya dene ke waade..Sab pal mein bula diya tumne,Ghero ko kya dosh dein, apna hokar rula diya tumne,Jaane yeh pyar hota kyon hai?

Your Comment Comment Head Icon

Login