Tujhe chahte hai be inteha par chahna nhi aata
Ye kaisi mohabbat hai k hamein kehna nahi aata
Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar
Ke tere bin hamein zinda rehna nahi aata
Har pal tujhe bus tujhe duaon me mangte hain
Kya kare k tumhare siwa kuchh mangna nahi aata

Your Comment Comment Head Icon

Login