Wo meri nigahon se bahut door hue hainSunte hain ki halat se majbur hue hainUlfat ki tamanna bhi hai ye kaise tamannaHar jishm ke charche hame manjur hue hainItna bhi nahi dum hai duwa vasl ki kar ledarde gam ulfat se bahut choor hue hainKiya log jamane se mohababat nahi karteapne hi fasane bade mashoor hue hainTanhai main humm dil ka sukun dhundh rahe hainDuniya ye samajhti hai ki magrur hue hainKashnaye dilbar main rashai nahi aansaMajbur hi nahi shah bhi majbur hue hainShikwa jo kiya unse to kiya paya ‘Dost’ hamneWo apni khataon pe bhi magrur hue hain..

Your Comment Comment Head Icon

Login