dil kaa kyaa hai vo to chaahegaa musal_sal milnaavo sitam_gar bhii magar soche kisii pal milnaavaaN nahiin vaqt to ham bhii hain adiim-ul-fursatus se kyaa kahiye jo har roz kahe,,, kal milnaa————————————————dil ko us raah pe chalna hi nahijo mujhe tujh se juda karti haizindagi meri thee lekin ab totere kehne mai raha karti hai————————————————-ujre hue loagon se gurezaan na hua karhaalaat ki qabron pe ye qatbe bhi parha kar.har waqt ka hansna tujhe barbaad na kar detanhaaee ke lamhon mai kabhi ro bhi liya kar,ae dil tujhe dushman ki bhi pehchan kahan hai.too halqa e yaaran mai bhi mohtaat raha kar.us shakhs ke tum se bhi marasim hain to hoongewoh jhoot na bole ga mere saamne aa kar.ab thookre khaye ga kahan ae game ahbaabmain to kaha tha mere dil mai hi raha kar.is shab ke muqaddar main seher hi nahi Mohsindekha hai kayee baar chiragon ko bujha kar———————————————na vo aankh hi teri aankh theena vo khuaab hi tera khuaab thadil e muntazir to yeh kis liyetera jaagna usse bhool jaa———————————————INKISHAAFna vaada hai koi tum se koi rishta nibhane kana koi aur hi dil mai tahayya ya iraada haikaii din se magar dil maiajab uljhan si rehti haini tum is daastan k sarsari kirdaar ho koina kissa itna saada haitaaluk jo mai samjha thakaheen us se ziyada hai———————————————–zehar aalood sahi lab pe tabbasum to sajakuch bicharne k bhi aadaab hua karte hain——————————————-jala vo aag mohabbat ki mere seene maikhayyal gair ka aaye to khaak ho jaaye——————————————–khulaa yeh aaj k hum aag hain jahanam kicharragh hote to shub bhar main jal gaye hote———————————————-na koi gham hai na taqdeer mai judaaye haihamare pyaar ki sadion se aashnaaye haimeri nazar mai azal se qayaam hai teraLIKHA HUA MERE CHEHRE PE NAAM HIA TERA_________________har aik shab meri taaza azaab mai guzritumhaare baad tumhaare hi khwab mai guzrimai aik phool hoon too mujh ko rakh k bhool gayatamam umr tumhari kitaab mai guzri_________________aarazuu hai vafaa kare koijii na chaahe to kyaa kare koitum saraapaa ho suurat-e-tasveertum se phir baat kyaa kare koi———————suu-e-maikadaa na jaate to kuchh aur baat hotiiwo nigaah se pilaate to kuchh aur baat hotiigo havaa-e-gulasitaaN ne mere dil kii laaj rakh liiwo naqaab Khud uThaate to kuchh aur baat hotiiye bajaa kalii ne khil kar kiyaa gulasitaaN muattarmagar aap muskuraate to kuchh aur baat hotiiye khule khule se gesuu, inhen laakh tuu saNwaaremere haath se saNwarate, to kuchh aur baat hotiigo haram ke raaste se vo pahuNch gaye Khudaa takterii raahaguzar se jaate to kuchh aur baat hotii_________________sulook nishtaron jaisa na kijye hum se.hamesha aap ko hum ne Gulaab likha hai_________________haal-e-dil main ne jo duniyaa ko sunanaa chahaamujh ko har shaKhs ne dil apnaa dikhanaa chahaaapanii tasviir banaane ke liye duniyaa meinmain ne har rang pe ik rang charhanaa chahaaKhaak-e-dil jauhar-e-aainaa ke kaam aa hii gaeelaakh duniyaa ne nigaahon se giranaa chahaasholaa-e-barq se gulashan ko bachaane ke liyemain ne har aag ko siine mein chhupanaa chahaaapne aibon ko chhupaane ke liye duniyaa meinmain ne har shaKhs pe ilzaam laganaa chahaaGairat-e-mauj use phenk gaee saahil parDoobne vaale ne jab shor machanaa chahaa_________________tere siva nahi jachta koi nigahoon maijo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mainazar kaneez teri dil ghulaam hai teralikha hua mere chehre pe naam hai tera.,———————–jaan-e-afasaanaa yahii kuchh bhii ho afasaane kaa naamzindagii hai dil kii dharakan tez ho jaane kaa naamqataraa qataraa zindagii ke zahar kaa piinaa hai Gamaur Khushii hai do gharii pii kar bahak jaane kaa naamintazaar-e-fasl-e-gul mein kho chuke aaNkhon ka nuuraur bahaar-e-baaG letii hi nahin aane kaa naamtaab-e-naakaamii nahiin to aarzuu karataa hai kyaaaarazuu hai mauj ke saahil se Takraane kaa naam

Your Comment Comment Head Icon

Login