Pyar ke panno se bhari kitab ho tum
Rishton ke phulo me gulab ho tum
Kuchh log kehte hai ki pyar sacha nhi hota
Un logon ke har sawaal ka jawab ho tum

Tere naam se Mohabbat ki hai, Tere Ehsaas se Mohabbat ki hai, Tum mere pass nahi phir bhi, Tumhari yaad se Mohabbat ki hai, Kabhi Tum ne bhi mujhe yaad kiya hoga, Maine un lamhat se mohabbat ki hai, Tum se milna to ek khwab sa lagta hai, Maine Tumhare intezar se moha

Bhagwan ne insan ko kya se kya bana diya
Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya
Do phoolon ka wajan na utha sakti thi Mumtaz
Sahjahan ne uske liye tajmahal bana diya

Khuda ne jab tumhe banaya hoga,
hajaro saal dekha hoga, lakho saal nihara hoga,
phir usne socha hoga tumhe swarg main rakh lu…..
lekin use mera khayal aaya hoga…..!

Mere marne ke baad mere dosto.
Yun aansu na bahana,
Agar meri yaad aaye to,
Bas apni aakhen band kar lena mera deedar khud ho jayega.

Manane ki koshish to bahut ki maine Aye Doston
Jab wo mere alfaz nahi samajh sake To meri khamoshi kya samjhenge

Dil Ki Baatein Kehne Ko Dil Karta HaiDard-E-Judai Ko Sehne Se Dil Darta HaiKya Karein Kismat Mein Hain DooriyanWarna Humara To Aapke Dil Mein Rehne Ko Dil Karta Hai

Mubarak Ho Tumko Ye Khushiyon Bhari Raat,
Sajan Lene Aaye Hai Sajni Ka Haat,
Salamat Rahe Dono Ki Ye Jodi,
Rahe Dulah Dulhan hamesha Saath….

Humko Satane Ki zarurat Kya Thi
Dil Mera Jalane Ki Jarurat Kya Thi,
Ishq Nhi Tha Muzse To Keh Diya Hota
Mazak Banane Ki Zarurat Kya Thi.

Shayar to hum hai shayari bana denge
aapko shayari me qaid kar lenge
kabhi sunao hume apni aawaz
aapki aawaz ko hum ghazal bana denge…

Har Bar Apki Salamti Ki Dua Karege
Teri Arzu Me Apni Hasti Fanah Karege
Tum Chahe Daman Bachalo Humse Lekin
Hum Marte Dum Tak Apse Wafa Ka.renge

Mukaddar ka gareeb, dil ka ameer tha,
Mil kar bichadna mera naseeb tha,
Chaahkar bhi kuch kar na sake ham,
Ghar jalta raha aur samudra kareeb tha.

Zindagi haseen hai zindagi se pyar karo
Ho raat to subah ka intzar karo
Wo pal bhi aayega jis pal ka intzar hai apko
Bas rab pe bharosa aur waqt pe aitbar karo

Door Hokar Bhi Mere Paas Hai Aap, Meri Saanso Mein Basa Ek Ehsaas Hai Aap, Aap Ko Yeh Ehsaas Ho Na Ho, Par Mere Liye Bahut Khaas

Haste dilo me gham bhi hai,
muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,
dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,
kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…