Kabhi pabandiyon se chut ke bhi dam ghutane lagata haidar-o-divar ho jin mein wohi zindan nahi hotahamara ye tajurba ki khush hona muhabbat meinkabhi mushkil nahi hota, kabhi aasan nahi hotabaja hai zabt bhi lekin muhabbat mein kabhi ro ledabane ke liye har dard o nadan nahi hotayaqin layen to kya layen jo shak layen to kya layenki baton se tri sach-jhuth ka imkan nahi hota

Your Comment Comment Head Icon

Login