Kah rahi hai hashr mein wo aankh sharmai huihaye kaise is bhari mahafil mein ruswai huiaaine mein har ada ko dekh kar kahate hain woaj dekha chahiye kis kis ke hai aayi huikah to ae gulchin asiran-e-qafas ke vastetod lun do char kaliyan main bhi murjhai huimain to raz-e-dil chupaun par chipa rahane bhi dejan ke dushman ye zalim aankh lalchai huigamza-o-naz-o-ada sab mein hai haya ka lagaohaye re bachpan ke shokhi bhi hai sharmai huivasl mein khali hui raqibon se mahafil to kyasharm bhi jaye to janun ke tanhai huigard udi aashiq ke turbat se to jhunjhala ke kahavah sar chadhane lagi panv ke thukarai hui

Your Comment Comment Head Icon

Login