Dhadkane, Dafn Ho Gayi HongiDil Mein Deewar Kyon Khadi Kar Li

Tere Siva Nahi Jachta Koi Nigahoon MaiJo To Kahe To Bikhar Jaaon Teri Raahon Mai

Mujhe Maloom Hai Uska Thikana Fir Kahan HogaParinda Aasman Choone Mein Jab Nakaam Ho Jaye

Humara Dil Savere Ka Sunhra Jaam Ho JayeChiragon Ki Tarah Aankhein Jalein, Jab Sham Ho Jaye

Me Apne Aap Se Barh Ker Kissi Ko Kio Chahon Ga!Mujhhi Pe Khatam Hai Kissa Meri Muhabbat Ka!

Usne Mujhse Pucha Kya Had Hai Teri Mohabat KiMaine Kaha Mohabat Ki Koi Had Nahi HotiJo Hadon Mein Reh Jae Woh Mohabat Nahi Hoti…..

Mehfil Mein Aane Jaane Ke Kabil Nahi RahaWo Geet Ho Jo Gaane Ke Kabil Nahi RahaMein Kya Sunao Apni Tabahi Ki DastanDuniya Ko Main Dikhane Ke Kabil Nahi RahaUmar Bhar Pyasa Raha Hus- Hus Ke Jeena Ke LiyaMeri Aankho Mei Bahut Aanshu Hai Pinee Ke LiyaKoi Saathi Nahi Koi Mera NahiMere Dil Mein Khushi Ka Basera NahiLikhne Wale Ne Likhi Hai NaakamiyaMeri Kismat Mein Koi Sawera Nahi

Hanste Hain Yun Hans Kar Rula Jate Hein Log,Milte Hain Yunhi Mil Kar Juda Ho Jate Hein Log,Pal Do Pal Ki Mohabbat Ko Umar Ka Saath Samjhna,Mohabbat Bi Karte Hain Or Khafa Bhi Ho Jate Hain Log,Naseeb Mein Pyar Na Tha Jo Mujhe Mila Hi Nahi,Kr Ke Izhaar_E_Mohabbat Bhi Beparwaah Ho Jate Hain Log,Ab Kis Say Shikwa Karen Apni Mohabbat Ka Aye “Hasan”Kar K Wafa Ka Vaada Bewafa Ho Jate Hain Log.

Zara chehare se kamali ko hata do ya rasulALLAHhamen bhi apna divana bana do ya rasulALLAHmuhabbat gair se meri chuda do ya rasulALLAHmeri soi hui qismat jaga do ya rasulALLAHbadi qismat hamari hai ki ummat mein tumhari hainbharosa din duniya mein tumhara ya rasulALLAHandheri qabr mein mujh ko akela chod jayengevahan ho fazl se tere ujala ya rasulALLAHkhuda mujh ko madine mein jo pahunchaye to bahatar haiki rauze par hi de dunga jan tak ya rasulALLAH

Utar Aao Kabhi Aasman Ke Zeeno SeTumhe Khuda Ne Humare Liye Banaya Hai

Hothon Pe Mohabbat Ke Fasaane Nahi AateSahil Pe Samander Ke Khazane Nahi Aate

Kis Desh Mein Ye Kafila-E-Waqt Ruka HaiAariz Ke Ujale Hain Na Julfon Ki Ghata Hai

Khudaya Meri Sadi Mein Bhi Koi Chamatkar Kar DeVoh Puchte Hain Ki Is Daur Mein Mohabbat Kya

Ek Shaher Mein Ek Ladki Bilkul Hai Ghazal JaisiBijli Si Ghataon Mein Khushbu Si Hawaon Mein

Samander Ke Safar Mein Is Tarah Aawaz Do HumkoHawayein Tez Ho Aur Kashtiyon Mein Sham Ho Jaye