Apne har har lafz ka khud aaina ho jaungaus ko chota kah ki main kaise bada ho jaungatum girane mein lage the tum ne socha hi nahimain gira to masala ban kar khada ho jaungamujh ko chalne do akela hai abhi mera safarrasta roka gaya to qafila ho jaungasari duniya ki nazar mein hai mera ahad-e-vafaek tere kahane se kya main bevafa ho jaunga.

Your Comment Comment Head Icon

Login