Din dhal chuka tha aur parinda safar mein thasara lahu badan ka ravan khisht-o-par mein thahad-e-ufaq pe sham thi kheme mein muntazaraansu ka ik pahad sa hail nazar mein thajate kahan ki raat ke bahen thin mushtailchupate kahan ki sara jahan apne ghar mein thalo wo bhi narm ret ke tile mein dhal gayakal tak jo ek koh-e-giran rahguzar mein thautara tha vahashi chidiyon ka lashkar zamin parphir ik bhi narm pat na sare shahar mein thapagal si ik sada kisi ujade makan mein thikhidaki mein ik chirag bhari dopahar mein thaus ka badan tha khoon ke hiddat se sholafishsuraj ka ik gulab sa tisht-e-sahar mein tha

Your Comment Comment Head Icon

Login