Is bar wo mila to ajeeb us ka rang thaalfaz mein tarang na lahaja dabang thaek soch thi ki bikhari hui khal-o-khad mein thiek dard tha ki jis ka shahid ang-ang thaek aag thi ki rakh mein poshida thi kaheenek jism tha ki ruh se masaruf-e-jang thamain ne kaha ki yar tumhen kya hua hai yeus ne kaha ki umr-e-ravan ke ata hai yemain ne kaha ki umr-e-ravan to sabhi ke haius ne kaha ki fikr-o-nazar ke ata hai yemain ne kaha ki sochata rehta to main bhi hunus ne kaha ki aaina rakha hua hai yedekha to mera apna hi aks-e-jamal tha wowo main tha aur “himayat ali” tha wo 

Your Comment Comment Head Icon

Login