Man mausam ka kaha, chai ghata, jam uthaaag se aag bujha, phul khila, jam uthapi mere yar tujhe apni qasam deta hunbhool ja shikava-gila, hath mila, jam uthahath mein jam jahan aaya muqaddar chamakasab badal jayega qismat ka likha jam uthaek pal bhi kabhi ho jata hai sadiyon jaisader kya karana yahan, hath bada, jam uthapyar hi pyar hai sab log barabar hain yahanmaikade mein koi chota na bada, jam utha

Your Comment Comment Head Icon

Login