Kagaz ki kashti thy aur pani ka kinara tha,Khelne ki masti thy aur dil awara tha,Kaha aa gye jawani ke daldal main,Bachpan hi kitna pyara tha,Utra tha chaand mere aangan main,Yeh sitaroan ko gawara na tha,Main toa sitaroan se bagawat kar leta,Parr chand bhi kaha hamara tha.

Your Comment Comment Head Icon

Login