Ankhain khulein to jaag uthein hasratain tamam Usay bhi humne khoo diya jise paya thaa khawaboon main`Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo, Kabhi hamse milne ki fariyad kar liya karo, Ek hum hain jo har baar shuruat karte hain, Kabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!`Aankhe tadap rahi hai tujhse milne ke liye, Koshish Bahut Ki Dil Ko SaMjha ne ki, Ye doori doori nahi hoti, Meri aankhe jab main band karta hun.`Yaadon ki keemat wo kya jaane jo khud hi yaadon ko mita diya kartey hain yaadon ka matlab toh unse puchho jo yaadon ke sahare zindagi bita diya karte hain.`Ek Nazar Ki Aas Me Khud Reh Jao Gy Is Trha Mat Dkho Wrna Dekhty Reh Jao Gy Bila Jhijhak Keh Do Aaj Apne Dil Ki Baat Socho Gy Tou Zindagi Bhar Sochty Reh Jao Gy..`Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad..`Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho Tum Dosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur Jate Ho Tum Janty Ho K Lagta Hia Dar Tanhaiyo se Phr Be Bar Bar Tanha Chor jate ho Tum.`Tanhai na paye koi mehfil ki raat k baad Judai na paye koi kisi k sath k baad Na ho jay kisi ko aadat kisi ki itni K her sans b aaye kisi ki yaad k bad.`Ek Ye Hi Aarzu Rahi Dil Me Mud’dato’n Se Koi Hume’n Bhi Chahe Dil Ki Shid’dato’n Se Bohat Veeran c Hai Zindagi Apni K Koi awaz Dy Hume’n Aa Kr Mohabbato’n Se.`Jiski Talash hai Usko pata bhi nahi, Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi. Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai aur Wo kehte rah ki Unhe pata hi nahi.`Ae palak tu band ho ja, khawabon mein unki surat to nazar ayegi, intezar toh subah dubara shuru hoga, kam se kam raat to khushi se kat jayegi..`Us par hi sahi ‘kinara’ to hai, timtimata hi sahi ‘sitara’ to hai, ho jati hai aap ki yaad se tasalli, door hi sahi par koi hamara to hai.`Sham honay se pehlay lot ana, Kisi k naam honay se pehlay lot ana, Hum teray hiintizar mein hain, Anjan honay se pehlay hi lo ana, Subah sham rehti hai tere deedar ki umeed, Din ke ekhtetam honay se pehlay hi lot ana, Agar na lot pao to bas itna kr dena, Meri akhri sans honay se pehlay hi lot ana.`Tere khayal mein raat guzar jati hai, Bebasi k haal mein raat guzar jati hai, Tu muhe yaad karti hai k nahi, Isi swal mein raat guzar jati hai, Tere chehray ka aks zehn mein bnata hun, Tasveer-e-malal mein raat guzar jati hai, Kash k tu har waqt mere sath rahay, Bas isi khawaish-e-kamal mein meri sari raat guzar jati hai….

Your Comment Comment Head Icon

Login