Pyar ke phoolon se mehkein aap,khushiyon ke jhoolon me jhulein aap,hai hamari yahi tamanna,kabhi hasna na bhoolein aap.`Samne aakar muskura kar chal diye.Meri ZINDAGI ko veraan bana kar chal diye.Unhe HASANE ki kasam khai thi mene.Meri hasi ko apni hasi bana kar chal diye.`Jab Uski Dhun Mein Raha Karte TheHum Bhi Chup Chap Jiya Karte TheAakhon Mein Pyas Hua Karti ThiDil Mein Tufaan Utha Karte The`Main Paaglon Ki Tarah Been Baza-Baza Ke Thak Gaya,Wo Thi Ki Meri Bhais Ki Tarah Jugali Hi Karti Rahi.`Humari baAton se ittefaq karoge kyon nahinMain jo andheron me khara hun ik roushni liyeEk ummid hai qayam abtak mujhme JAANmain aasmaan bichhaunga tumhari zameen ke liye.`Aye khuda karde faana mujhko mohabbat mein.Zindagi karde khatam unki hi chahat mein.Hai meri yeh aarzoo marne se bus pehle.Char pal main jea sakoun unki inayath mein.`Ay Dost Kabhi Ziker-E-Judai Na Karna,Mere Barose Ko Ruswa Na Karna,Dil Mai Tere Koi Aur Bas Jaye Tu Bata Dena,Mere Dil Mai Reh Kar Bewafai Na Karna.`Hum to unki yaad me abhi tak nahi soye,Zakhm gahre the magar fir bhi nahi roye,Lutne ko to sab kuch lut gaya “Alam” ,Bas ye dard-e-judaai hi thi jise humne nahi khoye.`Ibaadat rab ki aur surat yaar ki ho..Sajda rab ka aur rasam pyar ki hoaashiqo ke mazhab ka kya kehnazikra rab ka aur baat yaar ki ho…`Dil se dil badi mushkil se milta heToofano me sahil mushkil se milta heMil jaate he hazaro gaal gulabiLekin har chehre par till mushkil se milta he.`Tumhari is ada ka kya jawab du,apne dost ko kya uphar du,koi achcha sa phool hota to mali se mangvata,jo khud gulab hai usko kya gulab du…`Dil se duvae bheji hai.man ki umange bheji he.Is paigam ko shabdo ka dher mat samajanahumne apni takdir se churakar thodi khushiya bheji he…

Ankhain khulein to jaag uthein hasratain tamam Usay bhi humne khoo diya jise paya thaa khawaboon main`Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo, Kabhi hamse milne ki fariyad kar liya karo, Ek hum hain jo har baar shuruat karte hain, Kabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!`Aankhe tadap rahi hai tujhse milne ke liye, Koshish Bahut Ki Dil Ko SaMjha ne ki, Ye doori doori nahi hoti, Meri aankhe jab main band karta hun.`Yaadon ki keemat wo kya jaane jo khud hi yaadon ko mita diya kartey hain yaadon ka matlab toh unse puchho jo yaadon ke sahare zindagi bita diya karte hain.`Ek Nazar Ki Aas Me Khud Reh Jao Gy Is Trha Mat Dkho Wrna Dekhty Reh Jao Gy Bila Jhijhak Keh Do Aaj Apne Dil Ki Baat Socho Gy Tou Zindagi Bhar Sochty Reh Jao Gy..`Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad..`Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho Tum Dosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur Jate Ho Tum Janty Ho K Lagta Hia Dar Tanhaiyo se Phr Be Bar Bar Tanha Chor jate ho Tum.`Tanhai na paye koi mehfil ki raat k baad Judai na paye koi kisi k sath k baad Na ho jay kisi ko aadat kisi ki itni K her sans b aaye kisi ki yaad k bad.`Ek Ye Hi Aarzu Rahi Dil Me Mud’dato’n Se Koi Hume’n Bhi Chahe Dil Ki Shid’dato’n Se Bohat Veeran c Hai Zindagi Apni K Koi awaz Dy Hume’n Aa Kr Mohabbato’n Se.`Jiski Talash hai Usko pata bhi nahi, Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi. Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai aur Wo kehte rah ki Unhe pata hi nahi.`Ae palak tu band ho ja, khawabon mein unki surat to nazar ayegi, intezar toh subah dubara shuru hoga, kam se kam raat to khushi se kat jayegi..`Us par hi sahi ‘kinara’ to hai, timtimata hi sahi ‘sitara’ to hai, ho jati hai aap ki yaad se tasalli, door hi sahi par koi hamara to hai.`Sham honay se pehlay lot ana, Kisi k naam honay se pehlay lot ana, Hum teray hiintizar mein hain, Anjan honay se pehlay hi lo ana, Subah sham rehti hai tere deedar ki umeed, Din ke ekhtetam honay se pehlay hi lot ana, Agar na lot pao to bas itna kr dena, Meri akhri sans honay se pehlay hi lot ana.`Tere khayal mein raat guzar jati hai, Bebasi k haal mein raat guzar jati hai, Tu muhe yaad karti hai k nahi, Isi swal mein raat guzar jati hai, Tere chehray ka aks zehn mein bnata hun, Tasveer-e-malal mein raat guzar jati hai, Kash k tu har waqt mere sath rahay, Bas isi khawaish-e-kamal mein meri sari raat guzar jati hai….

Laut jati hai duniya gam hamara dekhkar,Jaise laut jaati hai lehere kinara dekhkar.Tu kandha na dena mere janaze ko,Kahi fir se zinda na ho jau tere sahara dekhkar`Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachayeHumein to gum hi hain raas aayeMohabbat ka yeh ajab dastoor dekhaUssi ki jeet hai..jo haar jaaye ..`Kisi ko mohabbat ki sachchai maar dalegi,Kisi ko mohabbat ki gaherai maar dalegi,Karke mohabbat koi nahi bachega,Jo bach gayaa use tanhaai maar dalegi.`Mohabbat ka kya hai kabhi bhi ho jati hai,Har kisi ki aankho me bas nami chod jati hai,humne ki mohabbat to haal hua aisa,taaro ke beech ek shaam guzarta ho jaisa.`Zindagi ka matlab aapne bata diya,Har gam ka matlab aapne samjha diya.Aap to Ro-kar bhi apne gamon ko halka na kar sake,Humne Khushi ki aaadh mein apne ghamon ko chupa liya.`Gila aap se nahi koi,Gila hum apni majbooriyon se karte hain.Aap aaj hamare karib naa sahiMohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain.`Har Kadam pe imtihan leti hai zindagi,Har waqt pe naye sadme deti hai zindagi,Hum zindagi se shikwa kaise kare .Jab aap jaise dost deti hai zindagi`Zindagi mein naye log hardum milenge,Kaheen jyada to kaheen kam milenge,Aitbaar zara soch kar karna,Mumkin nahin har jagah tumhein ‘HUM’ milenge`Humse door jaoge kaise,dil se hume bhulaoge kaise,hum vo khushboo hain, jo saason me baste hain,khud ki saason ko rok paoge kaise.`Log samajthe hain keh humne tumhe bhula rakha hain,Ye nahin jante ke kahin dil mein chupa rakha hainDekh na le koi meri aankho mein tasvir tumhari,Humne apni palko ko is qadar jhuka rakha hain .`Phir chupke se yaad aa gaya koi,meri aakhon ko phir rulaa gaya koi,kaise uska shukria aada Karen,mujh naachiz ko “shayar ” bana gaya koi.`Ajmaish pyar jaroori hoti haiNa mil pana kisi ki majburi hoti haiyaad apko door se kar to sakten hailakin dil ki hasrat to mulkat se hi puri hoti hai`Kabhi tum bhi humse baat kar liya karomilne ki fariyad kar liya karoek hum hai jo har baar shuruat karte haikabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!!!!!!!!`Duriyon se fark padta nahi,Baat to dilon ki najdikiyon se hoti haiDosti to kuch khaas aap jaiso se hai warna,Mulakat na jane kitno se hoti hai.`Banke ajnabi mile the zindagi ke safar mein kahin,in yadon ke lamho ko kabhi bhulayenge nahi,agar yaad rakhna fitrat hai aapki,to bhool jane ki aadat hamein bhi nahi!!!!`Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon homujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon hoTum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafapyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho`Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon hodil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon hoIn se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tummere shaanon se ye zulf hatate kyon ho`Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon homilne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho`Bagair Jaane Pahchaane ikraar na kijiye,Mushukura kar dil ko bekaraar naa kijiye,Phool bhi de jate Zakham gehra kabhi kabhi,Har phool par yun aeitbaar na kijiye.`Mangi thi dua ashiyane ki,Chal padi aandiyaan jamane ki,Mere gum koi naa samjh saka,Kyunki meri aadat thi muskarane ki`Na koi kisi se door hota hai,Na koi kisi ke kareeb hota hai,Pyar khud chal kar aata hai,Jab koi kisi ka naseeb hota hai ..`Shararat na hoti, shikayat na hoti.naino mai kisi ke nazakat na hoti,na hoti bekrari, na hote hum tanha,agar jahan me kambhakat ye mohabbat na hoti.`Unki tasveero ko seene se laga lete haiis tarah judaai ka gam mita lete hai,kisi tarah kabhi jikar ho jaye unka,has kar bheegi palke jhuka lete hain.