Piyar Kisi Se Jitna Kiya Ruswai Hi MiliWafa Chahe Jitni Bhi Ki Bewafai Hi MiliJitna Bhi Kisi Ko Apna Bana Kar DekhaJab Aankh Khuli To Tanhai Hi Mili

Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho TumDosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur Jate Ho TumJanty Ho K Lagta Hia Dar Tanhaiyo sePhr Be Bar Bar Tanha Chor jate ho Tum

Waqt Guzrega Toh Hum Sambhal JayengeMaut Se Pehla Samajh JayengeKi Bewafai Unki Fitrat Hai, Na Ki MajburiTanhai Mein Hi Sahi, Hum Phir Se Bus Jayenge.

Fursat Mili Jab Hmko To Tanhai Agyi,Gum B Aya Sath Me Ruswai Agyi,In Sb Se Milne Ankhon Se Ansoo Bhi Aa Gaye,Jb Yad Mere Dil Ko Teri Judai Agyi…

Ye Daulat Kisi Ki Amanat Nahi HotiYe Chahat Dilon Ki Muhabbat Nahi HotiYe Haqeeqat Khudko Tanhai Me Rakh Ke SochoSirf Sir Jhuka Dene Se Ibadat Nahi Hoti

Aab Intazar Ek Aadat Si Hogai HaiKhamoshi Se Ek Caahat Si Hogai HaiNa Shikwa Na Shikayat Karne Ki Zarurat HaiKyuki Is Tanhai Se Abb Mohbbat Si Hogai Hai

Aab Intazar Ek Aadat Si Hogai HaiKhamoshi Se Ek Caahat Si Hogai HaiNa Shikwa Na Shikayat Karne Ki Zarurat HaiKyuki Is Tanhai Se Abb Mohbbat Si Hogai Hai

Zikr Unka Hi Aata Hai Fasane MeinJinko Jaan Se Zyada Chaha Hai Zamane MeinTanhai Mein Unki Hi Yaado Ka Sahara MilaNaKamyab Rahe Jinko Aqsar Bhulane Mein

Biswas Banake Log Zindagi Me Aate HaiKhawab Banke Aankhon Me Sama Jate HaiPehle To Ye Yakin Dilate Hai Ki Wo Hamare HaiFir Na Jane Kyun Tanha Chod Jate Hai

Geeley Kaghaz Ki Tarhaan Hai Zindagi ApniKoi Likhta Bhi Nahi Koi Jalata Bhi NahiIs Qadar Akele Ho Gai Hain Aaj KalKoi Satata Bhi Nahi Or Koi Manata Bhi Nahi

Tanha Hokar Tanhai Mei Kho Jate Hai,Jane Q Mere Kadam Majbur Ho Jate Hai,Bhulkar Use Phir Usi Ko Yaad Karte HaiMere Zakham Bhi Jaise Uske Mohtaz Ho Gaye Hai

Aaj Tanha Hoon Mein Koi Gila Nahi,Aaj Rooh Raha Hoon Mein Koi Ansoon Pouchne Wala Nahi,Marjaounga Ek Din Tanha Mein,Mere Kaber Peh Phool Dalne Wala Koi Nahi

Milne Ki Khushi Hai Ya Bichadne Ka Gum,Ankhon Mein Aansu Hai Ya Udas Hai Ham,Kaise Kahain K Kaisey Hain Ham,Bas Itna Samaj Lena K Tum Bin Bohat Akele Hai Ham

Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi ApniKoi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi NahinIs Qadar Hain Akale Rahaon Mein Dil KiKoi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin

Ab To Aadat Si Ho Gayi Hai Dard Sehne Ki,Apne Hi Zakhmo Me Dub Kar Rehne Ki,Khamosh Tanhai Me Ab Dil Lagta Hai,Na Pukare Koi, Nigah Uthanese Bhi Dil Darta Hai