Cheharon ke dhup aankhon ke geharai le gayaaaina sare shahar ke binai le gayadube huye jahaz pe kya tabsara karenye hadasa to soch ke geharai le gayahalanki bezuban tha lekin ajib thajo shakhs mujh se chin ke goyai le gayais waqt to main ghar se nikalne na paungabas ek kamiz thi jo mera bhai le gayajhute qaside likhe gaye us ke shan meinjo motiyon se chin ke sachai le gayayadon ke ek bhid mere sath chod karkya jane wo kahan meri tanhai le gayaab asad tumhare liye kuch nahi rahagaliyon ke sare sang to saudai le gayaab to khud apani sansen bhi lagati hain bojh siumron ka dev sari tavanai le gaya

Your Comment Comment Head Icon

Login