Kya kahun tum se main ke kya hai ishqjan ka rog hai, bala hai ishqishq hi ishq hai jahan dekhosare aalam mein bhar raha hai ishqishq mashuq ishq aashiq haiyani apna hi mubtala hai ishqishq hai tarz-o-taur ishq ke tainkaheen banda kaheen khuda hai ishqkon maqsad ko ishq bin pahunchaaarzoo ishq va mudda hai ishqkoyi khvahan nahi mohabbat katu kahe jins-e-narawa hai ishqmeerji zard hote jate hainkya kaheen tum ne bhi kiya hai ishq?Poet of the poem or ghazal or Nazam: Meer Taqi Mee

Your Comment Comment Head Icon

Login