Main ne jo git tere pyar ki khatir likkheaj un giton ko bazar mein le aaya hunaj dukan pe nilam uthega un katune jin giton pe rakkhi thi muhabbat ki asasaj chandi ki tarazu mein tulegi har cheezmere afakar meri shayari mera ehasasjo teri zat se manasub the un giton komuflisi jins banane pe utar aayi haibhuk tere rukh-e-rangin ki fasanon ki ivazchand aashiya-e-zarurat ki tamannai haidekh is arsagah-e-mehanat-o-sarmaya meinmere naghmay bhi mere pas nahi rah sakatetere jalve kisi zaradar ki miras sahitere khake bhi mere pas nahi rah sakateaj un giton ko bazar mein le aaya hunmain ne jo git tere pyar ki khatir likkhe

Your Comment Comment Head Icon

Login