Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai,Dard e dil ki inteha maloom hai,Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai..Bicher jana tu os k liye maenay nahin rakhta,Jafaon ka apni hissab wo zabani nahin rakhta,Rota nahin ya osay rona nahin aata,Sungdil hai ya phir aankhon mein pani nahin rakhta….Aashna hotey huay bhi aashna koi nahinJantey hain sab mujhy pehchanta koi nahinMukhtasir lafzon mein ye hai mizaj-e-dostiRabta beshak hai sab se wasta koi nahinMere aur Us ke chahne me ek farq tha,Mujhe wo aur Us ko sara zamana chahiye thaNadaani mein hum kisse apna samajh baethe,Jo dikhaaya uss Bewafa ne Sapna, hum haqeeqat samajh baetheDekho aaj chod diya hamein, Usne ek Gair ke liye,Jisse hum apna Humsafar samajh baethezakhm itna gehra hain izhaar kya karehum khud nishana ban gaye vaar kya kareso gaye hum magar khuli rahi aankhenis se zyada unka intzaar kya kareBhool jana tha to phir apna banaya kiyon thaJhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon thaApni chahat ka yaqin dilaya kiyon thahooti manzil ka neshan banaya kiyon thaWo muskra k dard taal deta hy,Kisi kisi ko khuda ye kamal deta hy.Nazar utha k jis ko dekh le wo ek bar,Yaqeen karo usay mushkil main daal deta hy.Bus ik zara khayal is dosti ka tha,Warna bohat gila teri berukhi ka tha,Mujhko laga mai b teri zindgi men hoon,Per ye to koi dhoka meri saadgi ka tha…

Your Comment Comment Head Icon

Login