Raushan kaheen bahar ke imkan huye to haingulashan mein chak chand gareban huye to hainab bhi khizan ka raj hai lekin kaheen kaheengoshe rah-e-chaman mein gazal-khvan huye to hainthahari huyi hai shab ke siyahi waheen magarkuch kuch sahar ke rang par-afshan huye to hainin mein lahu jala ho hamara ke jan-o-dilmahafil mein kuch chirag farozan huye to hainhan kaj karo kulah ke sab kuch luta ke humab be-niyaz-e-gardish-e-dauran huye to hainahal-e-qafas ke subah-e-chaman mein khulegi aankhbad-e-saba se vada-e-paiman huye to hainhai dasht ab abhi dasht magar khun-e-pa se “faiz”sairab chand khar-e-mugelan huye to hainraushan kaheen bahar ke imkan huye to haingulashan mein chak chand gareban huye to hainab bhi khizan ka raj hai lekin kaheen kaheengoshe rah-e-chaman mein gazal-khvan huye to hainthahari huyi hai shab ke siyahi waheen magarkuch kuch sahar ke rang par-afshan huye to hainin mein lahu jala ho hamara ke jan-o-dilmahafil mein kuch chirag farozan huye to hainhan kaj karo kulah ke sab kuch luta ke humab be-niyaz-e-gardish-e-dauran huye to hainahal-e-qafas ke subah-e-chaman mein khulegi aankhbad-e-saba se vada-e-paiman huye to hainhai dasht ab abhi dasht magar khun-e-pa se “faiz”sairab chand khar-e-mugelan huye to hain

Your Comment Comment Head Icon

Login