Aziz itna hi rakho ke jee sanbhal jayeab is qadar bhi na chaho ke dam nikal jayemile hain yun to bahut aao ab milen yun bhike ruh garmi-e-anfas se pighal jayemuhabbaton mein ajab hai dilon ko dhadaka sake jane kon kahan rasta badal jayerahe wo dil jo tamanna-e-taza tar mein rahekhusha wo umr jo khvabon hi mein bahal jayemain wo charag-e-sar-e-rahaguzar-e-duniya hunjo apani zat ke tanhaiyon mein jal jayehar ek lahaja yahi aarazu yahi hasratjo aag dil mein hai wo sher mein bhi dhal jaye

Your Comment Comment Head Icon

Login