Firaq se bhi gaye hum visal se bhi gayesubuk huye hain to aish-e-malal se bhi gayejo but-kade mein the wo sahiban-e-kashf-o-kamalharam mein aaye tp kashf-o-kamal se bhi gayeusi nigah ki narmi se dag-maga gaye qadamusi nigah ki tevar sambhal se bhi gayegam-e-hayat-o-gam-e-dost ki kashakash meinhum aise log to ranj-o-malal se bhi gayewo log jin se teri bazm mein the hangamegaye to kya teri bazm-e-khayal se bhi gayehum aise kon the lekin qafas ki ye duniyaki par-shikaston mein apni misal se bhi gayecharag-e-bazm abhi jan-e-anjuman na bujhaki ye bujha to tere khad-o-khal se bhi gayePoet of the poem or ghazal or Nazam: Aziz Hamid Madni

Your Comment Comment Head Icon

Login