Hai dua yaad magar harf-e-dua yaad nahimere nagmat ko andaz-e-nava yaad nahimain ne palkon se dar-e-yar pe dastak di haimain wo sahil hun jise koi sada yaad nahimain ne jin ke liye rahon mein bichaya tha lahuhum se kahate hain wohi ahad-e-vafa yaad nahikaise bhar aain sar-e-sham kisi ke aankhenkaise tharrae charagon ke ziya yaad nahisirf dhundhalai sitaron ke chamak dekhi haikab hua kon hua kis se khafa yaad nahizindagi jabr-e-musalasal ke tarah katati haijane kis jurm ke pai hai saza yaad nahiaao ik sajda karen aalam-e-madhahoshi meinkahate hain ke “sagar” ko khuda yaad nahi

Your Comment Comment Head Icon

Login