Jab bhi nazm-e-maikada badala gayaek na ek jam-e-hasin toda gayajab safina mauj se takra gayanakhuda ko bhi khuda yaad aa gayamain ne cheda qissa-e-jaur-e-falakjane q un ko pasina aa gayadekh kar un ke jafaon ka khulusmain wafa ke naam par sharma gayaaap ab aayen hain aansu ponchanejab mere daman pe dhabba aa gaya

Your Comment Comment Head Icon

Login