Ruh ko tadapa rahi hai un ke yaaddard ban kar cha rahi hai un ke yaadishq se ghabara rahi hai un ke yaadrukate rukate aa rahi hai un ke yaadwo hanse wo zer-e-lab kuch kah uthekhwab se dikhala rahi hai un ke yaadmain to khuddari ka qail hun magarkya karun phir aa rahi hai un ke yaadab khayal-e-tark-e-rabt zabt hi se haikhud ba khud sharma rahi hai un ke yaad

Your Comment Comment Head Icon

Login