Tere khushbu mein base khat main jalta kaisejin ko duniya ke nigahon se chupaye rakhajin ko ik umr kaleje se lagaye rakhadin jin ko, jinhen iman banaye rakhajin ka har lafz mujhe yaad tha pani ke tarahyaad the mujh ko jo paigam-e-zubani ke tarahmujh ko pyare the jo anmol nishani ke tarahtune duniya ke nigahon se jo bachakar likhesalaha-sal mere naam barabar likhekabhi din mein to kabhi raat mein uthakar likhetere khushbu mein base khat main jalta kaisepyar mein dube huye khat main jalta kaisetere hathon ke likhe khat main jalta kaisetere khat aj main ganga mein baha aaya hunaag behte huye pani mein laga aaya hun

Your Comment Comment Head Icon

Login