Zulmat-e-shab mein ujalon ke tamanna na karokhwab dekha hai to ab khwab ko rusva na karobojh suraj ka padega to lachak jayengiraat ke surmai shakhon pe basera na karokhwab umeed nasha sans tabasum aansututane vali kisi shay pe bharosa na karohum ne aankhon ko jalaya tha ki kuch dhundh chatetum nai nasl ke suraj ho tum aisa na karoashk pine ka hunar sikh lo hum se aakarjazba-e-dil ko nigahon se haveda na karomausami barf hain kuch der mein bah jayengein badalate hue rishton pe bharosa na karoye faza ras na aayegi tumhen ae “najmi”yaad guzri hue lamhat ke taza na karo

Your Comment Comment Head Icon

Login