Aaya tha ghar sanvarane ehasan kar gayabarbadiyon ka aur bhi saman kar gayaab tak rahi us ke yaad meri zindagi ke sathdo char pal ke mujh se jo pehchan kar gayaaankhon ne jis ke shauq mein raten sajai thinkhvabon ke anjuman wohi viran kar gayajhonka nasim-e-subah ka aaya to tha magargulshan ke har kali ko pareshan kar gaya.

Your Comment Comment Head Icon

Login