Aj ke daur mai ae dost ye manzar kyun haizakhm har sar pe har ik hath mai patthar kyun haijab haqiqat hai ke har zarre mai tu rahata haiphir zamin par kaheen masjid kaheen mandir kyun haiapana anjam to malum hai sab ko phir bhiapani nazaron mai har insan sikandar kyun haizindagi jine ke qabil hi nahi ab “fakir”varna har aankh mai ashkon ka samandar kyun hai

Your Comment Comment Head Icon

Login