Apne khvabon mein tujhe jis ne bhi dekha hogaaankh khulate hi tujhe dhundhane nikala hogazindagi sirf tere naam se mansub rahejane kitne hi dimagon ne ye socha hogadost hum us ko hi paigam-e-karam samajhengeteri furqat ka jo jalta hua lamha hogadaman-e-zist mein ab kuch bhi nahi hai baqimaut aayi to yaqinanuse dhoka hogaroshni jis se utar aayi lahu mein mereae masiha wo mera zakhm-e-tamanna hoga

Your Comment Comment Head Icon

Login