Hijr ke shab hai aur ujala haikya tasavvur bhi lutane vala haigham to hai ain zindagi lekingamgusaron ne mar dala haiishq majabur-o-namurad sahiphir bhi zalim ka bolbala haidekh kar barq ke pareshaniaashiyan khud hi phunk dala haikitne ashkon ko kitni aahon koik tabassum mein us ne dhala haiteri baton ko main ne ae waizahatarama hansi mein tala haimaut aaye to din phire shayadzindagi ne to mar dala haisher nazmen shaguftagi mastigham ka jo rup hai nirala hailagzishen muskurai hain kya kyahosh ne jab mujhe sambhala haidam andhere mein ghut raha hai khumaraur charon taraf ujala hai

Your Comment Comment Head Icon

Login