Kabhi aah lab pe machal gai kabhi ashk aankh se dhal gayewo tumhare gham ke chirag hain kabhi bujh gaye kabhi jal gayemain khayal-o-khvab ke mahafilen na baqadr-e-shauq saja sakatumhari ik nazar ke sath hi mere sab irade badal gayekabhi rang mein kabhi rup mein kabhi chanv mein kabhi dhup meinkaheen aafatab-e-nazar hain wo kaheen mahatab mein dhal gayejo fana huye gam-e-ishq mein unhen zindagi ka na gham huajo na apni aag mein jal sake wo parai aag mein jal gayeya unhen bhi meri tarah junun to phir un mein umjh mein ye farq kyamain giraft-e-gam se na bach saka wo hudud-e-gam se nikal gaye

Your Comment Comment Head Icon

Login