Kal na main itna bura tha kya huatera dil bhi aaina tha kya huazindagi mein mod kitne aa gayeye to sidha rasta tha kya huabheed q hai aashiyan ke aas pasek shola sa uthta tha kya huaye imarat aj q viran haiis jagah par ek khuda tha kya huaq “naseem” ab maikade jane lageaadmi to parasa tha kya hua

Your Comment Comment Head Icon

Login