Labon pe narm tabassum racha ke dhul jayenkhuda kare mere aansu kisi ke kam aayenjo ibtada-e-safar mein diye bujha baithewo badnasib kisi ka surag kya payentalash-e-husn kahan le chali khuda janeumang thi ki faqat zindagi ko apanayenbula rahe hain ufaq par jo zard-ru tilekaho to hum bhi fasane ke raz ho jayenna kar khuda ke liye bar-bar zikr-e-bahishthum aasman ka mukarrar fareb kyon khayentamam maikada sunsan maigusar udaslabon ko khol kar kuch sochati hain minayen

Your Comment Comment Head Icon

Login