Lamhon ke aazab sah raha hunmain apne vajud ke saza hunzakhmon ke gulab khil rahe hainkhushbu ke hujum mein khada hunis dasht-e-talab mein ik main bhisadiyon ke thaki hui sada hunbenam-o-numud zindagi kaik bojha uthaye phir raha hunik aisa chaman hai jis ke khushbusanson mein basaye phir raha hunik aisi zamin hai jis ko chukartakadis-e-haram se aashna hunae mujh ko fareb dene walemain tujh par yaqin kar chuka hunmain tere qarib aate aatekuch aur bhi dur ho gaya hun

Your Comment Comment Head Icon

Login