Tu nahi to zindagi main aur kya reh jayegadur tak tanhaiyon ka silsila reh jayegakijiye kya guftagu kya un se mil kar sochiyedil-shikasta khvahishon ka zayaqa reh jayegadard ke sari tahen aur sare guzri hadasesab dhuan ho jayenge ek vaqiya reh jayegaye bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magaryun bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayegadayar-e-inkar ke iqarar ke saragoshiyanye agar tute kabhi to fasala reh jayega

Your Comment Comment Head Icon

Login