Zakhm jo aap ke inayat hai is nishani ko kya naam de humpyar divar ban ke reh gaya hai is kahani ko kya naam de humaap ilzam dhar gaye hum par ek ehsaan kar gaye hum paraap ke ye meharabani hai meharabani ko kya naam de humaap ko yun hi zindagi samajha dhup ko hum ne chandani samajhabhool hi bhool jis ke aadat hai ik javani ko naam kya de humraat sapana bahar ka dekha din hua to gubar sa dekhabevafa waqt bezuban nikala bezubani ko naam kya de hum

Your Comment Comment Head Icon

Login