Zindagi tujh se mil kar zamana huaaa tujhe aj hum maikade le chalenraat ke naam honton ke sagar likhenapni aankhon mein kuch rat-jage le chalenkya hassin log hainaankh aahon ke hain aur lab pankhadiin ke aaraish-e-khal-o-khat ke liyeapni aankhon ke hum aaine le chalenajanabi chehare mein dost banate nahirishte-naton ke chandi barasti nahiqurbaten sohabaten jin ke yaad aayengiaise kuch doston ke pate le chalenun ke aankhon ne jalate sulagte huemanzaron ke siva kuch bhi dekha nahichehara-e-afsos ke sakinon ke liyephul-o-khushbu saba zam-zamen le chalenzindagi tujh se mil kar zamana huaPoet� of� the Poem or Ghazal or Nazam is Zubair Rizvi

Your Comment Comment Head Icon

Login