Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz; Hazaron Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte

Chahat Se Fatah Karty Hain Logon K Dillon Ko
Hum Woh Sikandar Hain Jo Lashkar Nahi Rakhtey

***Dard Ka Musafir Tu Kya-Kya KahegaZikr Kar ‘Masroor’ Ka Woh Usse Sharaab Se Bayaan Karega.

Zindagi To Wahi Thi Jo Maine Tere Sath Guzari Thi
Ab To Sirf Main Jeene Ka Rasam Adaa Kar Rha Hun

Usne jab baat karne ka lihaja badla tab ye ehsaas hua ki,
ye wo lamha hai jahan rasta badalna hai..

Kissi Ko Itnaa Naa Aazmaao K Wo Apni Hi Nazron Main Girr JaaeNaa Dukh Do Ussay Itnaa K Jeetay Jee Hi Mer Jaaye

Dekh kar fir se tera yu palat jana
halat bta rahe hai tujhe mohhabat gazab ki thi
er kasz

Ham To Unke Yaad Me Pagal Hoye Ja Rahe The
Aur Ek Vo The Jinhone Hame Yaad Karna Bhi Jaruri Nai Samjha

Log Meri Shayari Ko Itne Shiddat Se parhte Hain
Jaise Unko Bhi Meri Tarhaa Kisi Bewafaa Se Pyaar Hua tha

Kaun rakhta hai yaad namo ko log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho log aankho me dub jate hai

Main Nadaan Tha Jo Wafa Ko Talash Karta Raha
Yeh Bhi Na Socha Ke Apni Saans Bhi Ek Din Bewafaa Ban Jayegi

Sukoon milta hai do shbad
kaagaz me utaarkar
Kah bhi deti hu
aur awaaz bhi nahi hoti

dard~e~dil bekraar hua,humko bhi unsse pyaar huaa,itna khub surat unka chehra tha ki,qatll mera sar~e~aaaaaam huaaaa.

Kisey Maloom Tha Ishq Is Kadar Lachaar Karta Hai; Dil Janta Hai Ki Wo Hai Bewafa Fir Bhi Magar Ussi Se Pyar Karta Hai

Mat Gira Apne Jhoothe Ishq ke Aanshu Mere Zanaze Par
Agar Tujhme Wafa Hoti To Hum Zindigi Se Khafa Na Hote