Jab mane use dakha dill me khushi se ho gae
Aankh kholi to pata nahi chala kaha kho gae
er kasz

Har daag daag nahi hota har yaar wafadar nahi hota Yeh to dil milne ki baat hai varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota

Itni lambi umar ki dua mat maang mere
liye,
Aisa na ho ke tu b chod de or maut b na
er kasz

Aksar sukhe huye honthon se hi hoti hai Meethi baatein
Pyas bujh jaye to alfaz or insan dono Badal jaya karte hai.

Matt Kar Mere Dost Hasino Se MohabbatVo Aankho Se Waar Karti HainMaine Inhi Aankho Se Dekha HaiKi Vo Kitno Se Pyaar Karti Hain

Hum Ne Iqbal Ka Kaha Maana; Aur Faaqon Ke Haathon Marte Rahe; Jhukne Waalon Ne Rifatein Paaein; Hum Khudi Ko Buland Karte Rahe

Darta hu kehne se ki pasand hai tu mujhko...
Meri Zindagi badal dega tera inkaar bhi aur tera iqraar bhi sun lega...

Aaj Us Ko Bekhabar Socha BohatKese Kaatein Ge Safar Socha BohatAaj Kal Hum Us Ko Soochein Ge NahiAaj Tanha Beth Ker Socha Bohat

Kabhi Kisi se Judai mat karna,iss Dost se rushvayi mat karna.Jab DIl Bhar jaye toh Hame Bata dena,Naa Batakar Bewafai Mat Karna.

Aaj Phir Aaina Poochta Hai,Ke Teri Aankhon Mein Nami Kyon HaiJiski Chahat Mein Khud Ko Bhula Diya,Uski Chahat Mein Kami Kyon Hai

Humne manga tha saath unka,Woh judai ka gam de gaye!!..Hum unki yado ke sahare ji lete,Par woh bhul jaane ki kasam de gaye!!.. ..

Yu to duniya me wafa karne walo ki kami nahi hai
par sala pyar bhi usi se hota hai jisko kadar na ho
er kasz

Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na PaayeAaj Tak Woh Mujhe Pehchaan Na PaayeKhud Hi Kar Li Bewafai HumneTaaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye?

Tu hazar bar bhi ruthe to mana lunga tujhe,
magar dhayn rahe ki mohhabat me shamil koi dusra
na ho.. er kasz

Wo pathar dil sahi lakin hamara bhi ye daawa hai
Hamari muhabbat jinhein choo le wo pathar bhi dharakna seekh jate hain