Dil Par Kisi Ka Jor Nahi HotaDil Ki Awazo Se Shor Nahi HotaIs K Khone Ka Gum Kare Bhi To KeseKyoki Dil Churane Wala Bhi Chor Nahi Hota

Niggahein aapki Pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shaan hai hamari,
Rakhna hifazaat aap apne ko,
kyunki saanse aapki, jaan hai hamari..

Rulane Se Pehle Ek Baar Hansaya HotaKasoor Kya Tha Is Dil Ko Bataya HotaMili Saza Us Khata Ki Jo Ki Na HumneKash Tumse Dil Na Lagaya Hota

Meri Aakhon Mein Tum Apni Duniya Basa LenaMere Dil Mein Tum Apna Ghar Bana LenaTere Dil Mein Jaan Hai MeriTum Apni Jaan Ko Meri Jaan Bana Lena

Apni KHAMOSH Zindagi Main Bolana MujhkoApni HASEEN Khuwab Ki TASVEER Banana MujhkoMain Jo POCHON Tumhara HAAL-E-DILTo Apni Har DHARKAN Ki AWAZ Sunana Mujhko

Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.

Ek din hamare aansoo hum se pooch baithe,
hame roz roz kyu bulate ho?
Humne kaha, hum yaad unhe karte hai,
tum kyo chale ate ho?

Yaad Aayi Tumhari Toh Raatein Beet GayiKabhi Seena Me Daabe Rakha, Toh Kabhi Aankhe Bheeg GayiJab Bhi Kiya Sawal Dil Se Toh Jawab Yahi Aya HaiRuh Toh Nikal Chuki Hai, Dil Toh Sirf Uska Saya Hai.

Chale Gaye Ho Door Kuch Pal Ke LiyeDoor Rehkar Bhi Kareeb Ho Pal Pal Ke Liye

Wo Kehte Hain Majboor Hain HumNa Chahte Hue Bhi Door Hainn HumChurali Hain Usne Dhadkane HumariAb Bhi Kehte Hain Bekasoor Hain Hum

Ishq Aisa Karo Ki Dhadkan Mein Bas JaayeSaans Bhi Lo To Khushboo Usi Ki AayePyaar Ka Nasha Aankhon Pe ChhaayeBaat Koi Bhi Ho Par Naam Usi Ka Aaye

Aye khat ja Unke Haathon ko Chumle,
jab voh Padhe to Unke Hothon ko Chumle,
khuda na kare voh faad bhi dale to Girte Girte Unke kadmo ko Chumle..

D se Dosti D se Dushmani D se Dill
D se Dill lagi D se Dewana D se Dewangi D se Dharkan D se Dar D se Dekha app ko
D se Dream mein Phir B se Bekrar ho ker M se Message ker dala app ko

Kon kehta hai tujhe main ne bhula rakha haiteri yadon ko kaleje se laga rakha hailab pe aahen bhi nahi aankh mein aansu bhi nahidil ne har raz muhabbat ka chupa rakha haitune jo dil ke andhere mein jalaya tha kabhiwo diya aj bhi sine mein jala rakha haidekh ja aake mahakate huye zakhmon ke baharmain ne ab tak tere gulashan ko saja rakha hai

Main Roka Nahi Vo Chala Bhi GayaBebasi Door Tak Dekhti Reh Gayi