Barsaat aye aur dharti geeli na ho,
dhoop aye aur sarsoon peeli na ho,
apne kaise soch liya k
apki yaad aye aur ankhen geeli na ho!

Gam ki aandhiyo me hum utar jayenge,
sagar hai samndar me utar jayenge,
hume marne ke liye fasi ki jarurat nahi,
dil se nikal do yuhi mar jayenge..

Sukoon Mere Dil Ab Kahin Kho Gaya Hai,Veerangi Ki Galiyon Mei Madhosh Ho Gaya Hai,Har Pal Bas Uska Deedar Karte Hain Hum Khyalon Mein,Ek Ajnabi Mujhko Pyaar Ki Baarish Mei Bhigo Gaya Hai..

Dil Teri Saanson Mein Kaid Saa Mujhe Lgta HaiDin Mein Hai Ye Sota Raato Mein Ye Jagta HaiKbhi Sochun Ki Teri Yaad Hai Kyun Aati Sanam MujhkoHai Jeene Ki Wajah Tuhi To Bas Ye Dil Samajta Hai

Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah
Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah
Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khut
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah

Bagair jane pehchane ikrar na kijiye,
muskura kar dil ko bequraar na kijiye,
phool bhi de jate hai jakhm gahre kabhi kabhi,
har phool par yu aetbaar na kijiye :-)

Yeh Milna Aur Bicharr JaanaKab Apne Bas Ki Baat HaiKismat Hi Milati Hai Hum KoKismat Hi Juddai Deti HaiHar Baar Yeh Hi Hota HaiKoi Hume Bataye To SahiJo Tum Se Nahi Keh Paate HaiDharkan Se Sunayi Deti Hai

Tere aane ke jab khabar mahaketere khushbu se sara ghar mahakesham mahake tere tasavvur sesham ke bad phir sahar mahakeraat bhar sochata raha tujh kozahan-o-dil mere raat bhar mahakeyaad aaye to dil munavvar hodid ho jaye to nazar mahakewo ghadi do ghadi jahan baithewo zamin mahake wo shajar mahake

Hum ne duniya mein aake kya dekhadekha jo kuch so khvab-sa dekhahai to insan khak ka putalalek pani ka bul-bula dekhakhub dekha jahan ke khuban koek tujh sa na dusara dekhaek dam par hawa na bandh hababdam ko dam bhar mein yan hawa dekhana huye teri khak-e-pa hum nekhak mein aap ko mila dekhaab na dije “zafar” kisi ko dilki jise dekha bevafa dekha

Mere khwabon ke jharokon ko sajane walitere khwabon mein kaheen mera guzar hai ki nahipuchakar apni nigahon se batade mujhkomeri raton ke muqaddar mein sahar hai ke nahichar din ke ye rafaqat jo rafaqat bhi nahiumr bhar ke liye aazar hui jati haizindagi yun to hamesha se pareshan-si thiab to har sans giranbar hui jati haimeri ujadi hui nindon ke shabistanon meintu kisi khwab ke paikar ke tarah aai haikabhi apni si kabhi gair nazar aati haikabhi ikhalas ke murat kabhi harajai haipyar par bas to nahi haimera lekin phir bhitu bata de ki tujhe pyar karun ya na karuntune khud apne tabassum se jagaya hai jinhenun tamannaon ka izahar karun ya na karuntu kisi aur ke daman ke kali hai lekinmeri raten teri khushbu se basi rahati haintu kaheen bhi ho tere phul se aariz ke qasamteri palaken meri aankhon pe jhuki rahati haintere hathon ke hararat tere sanson ke mahaktairati rahati hai ehasas ke pahanai meindhundhati rahati hain takhail ke banhen tujh kosard raton ke sulagati hui tanahai meintera altaf-o-karam ek haqiqat hai magarye haqiqat bhi haqiqat mein fasana hi na hoteri manus nigahon ka ye mohatat payamdil ke khoon karne ka ek aur bahana hi na hokon jane meri imroz ka farda kya haiqurbaten bad ke pasheman bhi ho jati haidil ke daman se lipatati hui rangin nazarendekhte dekhte anjan bhi ho jati haimeri daramanda javani ke tamannaon kemuzmahil khwab ke tabir bata de mujhkotere daman mein gulistan bhi hai, virane bhimera hasil meri taqdir bata de mujhko

Kisko Fursat Ki Ek Nazar DekheBadr Tanha Bujha-Bujha Sa Hai

Shaher Yaadon Ka Ik Basaya ThaAb Nishan Bhi Mita-Mita Sa Hai

Ye Kasak Dil Ki Dil Mein Chubhi Reh GayiZindagi Mein Tumhari Kami Reh Gayi

Singardan Mein Rehte Ho Aaine Ki TarahKisi Ke Hath Se Girkar Bikhar Gaye Hothe

Bahut Dino Se Hai Dil Apna Khali-Khali SaKhushi Nahi To Udasi Se Bhar Gaye Hote