“…Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha “…..Nandkishor mujhe kabhi dil kabhi Aankhon se pukaro
"ADMIN"
Yeh honton ka takalluf to zamane keliey hai..👌👌👌👌👌👌…..”
Wohi husan, wohi ghuroor, or wohi doori…”🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

Nazr-e-Fareb Qazaa Kha Gai To Kya Ho Ga
Hayaat Mout Se Takraa Gai To Kya Ho Ga
Nayi Sahar K Bohat Log Muntazir Hain Magar
Nayi Sahar Bhi Jo Kajlaa Gai To Kya Ho Ga
Na Rah numaaon Ki Mehfil Me Le Chalo Mujh Ko
Me Be-Adaab Hun Hansi Aa Gai To Kya Hoga
Gham-e-Hayaat Se Be-Shak Hai Khud-Kushi Aasan
Magar Jo Mout Bhi Sharmaa Gai To Kya Ho Ga...

Sare aam bik gai meri mohhabt q ki dosto mai garib tha

teri meri banti nhi
par tere bina meri chalti bhi nhi

MuSkuRaNe ki vaj tum hi ho q ki
TuM hiHoMeRi AsHiQuI Ab TuM Hi Ho

Ishq Mein Hum Teri Is Manzil Pe Hain
Ab Juda Hona To Mumkin Hi Nahi

KHAMBHAT ISHK CHIJ HE ESHI Hai
ki inshaan ko bhi jaanwr bna deti hai

aaj to dard ki intaha hoti rahi
zindagi meri sisak-sisak kar roti rahi

Adat Badal Don Kese Tere Intizar Ki
Ye Bat Ab Nahi Hai Mere Ikhtiyar Ki

Ohat heRan bOhat be sakoOn rakhta hai
woH laFz jiSey intezaR kEhtey hain

Suna Hai Ishq Ka Shok Nahi Hai Tumhain
Magar Barbad Tum Kamal Ka Karty Ho

Door Jayega To Phir Aur Bhi Yaad Ayega
Faasle Qurb Ki Buniyad Hua Karte Hain

Usne Itna Dard Diya Jitna Kisi Ne Bhi Nhi Diya
Ab To Aye Dil Tu Use Bhul Jaa

Tere kahar to sirf tre gaav tak hai
beta apna kahar to dhup se chaav tak hai

Dil roj sajta hai nadan dulhan ki tarah
gum roj chale aate hai barati banka