Aata Hei Daagh-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumar Yaad
Mujhko Mere Gunah Ka Hisab Aye Khuda Naa Maang

Mere Lafza Nu Eni Chahat Naal Na Padeya Kar
Je Kuch Yaad Reh Gaya Ta Khud Nu V Bhul Javengi

Aaj jab borr hote h toh wo Bahut yaad aati
Kyuki dil k sath Bahut acha timepass krti thi wo

Tere Ishq Ne Luta Jitna Ab Kuch Khone Ko Nahi
Aise Hain Haalaat Ki Ek Aansu Bhi Rone Ko Nahi

Barish ki tarah TUJH pe Barasti rahen KhUshiyan
Har Boond TERE Dil se har ek Gham ko mita de

Jaam E Ulfat Ka Bahana Kr K Zehar Hi Dey Do MuJhe
Bohut Mushkil Ho Gaya Hai Tere Bagair Jeena

Sabhi kehte h k sapne sone k baad dikhte hai
But mera spna esa h ki mujhe sone hi nhi de rha

Mujh K0 Maloom Nahi Husun Ki Tareef Magar
Meri Nazron Mein Haseen Sirf W0 Hai J0 Tum Jaisa H0

Ghazal Ke Roop me Dhal jau Kash Mai Bhi Kabhi
Udasi ke Lamho me Fir shayad Wo Gungunaye Mujhe

Tum Fikar Na Karo Mai TumsE Bahut DuR ChALa Jaunga
Ek Paigam Bheja K Mout Bas Aane Hi Wali Hai

Choro Yeh Baat Miley Zakham Kahan Kahan Se Mujhe
Ay Zindagi Itna Bata Aur Kitna Safar Baqi Hai

Meri Pagal Si Mohabbat Tumhe Bohat Yaad Ayegi
Jab Hansane Wale Kam Aur Rulane Wale Zayada Honge

tevAr to hum wAqt AA ne pe dikhAyenge
tum pyAAr kArlo hum uspe apne Ankhon se hukumAT kArAyenge

Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi per Marta Hu

Kabhi Taqdeer ka maatam Kabhi Mahboob se ShiQwa
Aye Manzile Mohabbat Tune Rone Ke siwa kya diya