Choro Dost Ye Gam Ki Bate Uska Dil Nahi Pighlega
Wo To Ik Patthar Hai Uske Sine Mai Jajbaat Kaha

Log Mujh Se B keh Dete Hain Aksar Duaa k Liye
Dekho Kis Qadr KHUDA Ne Mere Aiib Chupa Rakhe Hain

Kitna Hasi Mausam Tha Jab Wo Mere Saamne Rehti Thi
Ab Wo Khawbo Mai Mil Jaye Aise Bhi Hallat Kaha

Shikayat na KejiyeGa Phir Hum Se Shaitaani Ki
Dil Humara, Machal jata Hai Gale Se Lga Kar Tujh Ko

Zindagi To Wahi Thi Jo Maine Tere Sath Guzari Thi
Ab To Sirf Main Jeene Ka Rasam Adaa Kar Rha Hun

Samandar mai fana hona to kismat ki kahani he,
Jo marte hen kinaron par mujhe dukh un pe hota hai

Kyu sharminda krte ho mera hall puch kr
Hal mera wahi hai Jo tumne bna rkha hai
er kasz

Subah aakhe kholne se pahle ham uski tasvir dikhte h
Or bagwan ka nam lene se pahle uska nam lete h

Agar Milo Mahfil Mein To Humse Nighahe Jhuka Lena
Koi Bhi Na Samaj Paye K Hume Tum Se Mohabbat Hain

Kitabo se nahi seekhi hai Mohabbat mene
Kisi ke chhu lene se nas nas me bhar gayi thi mohabbat mere

Koi fulo say pyar krte h koi kato say
pyar krte h lekin hum usse pyar krte h Jo humse pyar krta hai

Kamal ka shakhs tha jis ne merizindgi tabah kar di
Raz ki bat to ye hai k dil us se khafa ab bhi nhi

Aate Toh Mujhe Bhi Hain Andaz Bohat Dil Todne Ke
Har Dil Me Khuda Basta Hai Bas Yahi Sochkar Chup Hu

Agar Rishte Sache Ho To Unko Sambalna Nahi Padta
Aur Jin Rishto Ko Sambhalna Pade Wo Sache Nahi Hote

Mere maut ki khabar usse btana magar in alfazo me
Tumhara jo Sadiyo se arman tha aaj wo pura ho gaya