Puchhkar Haal Unhone Hamara Dosto
Zindagi Hamari Kuchh Aur Badha Di
Hum Toh Bhatkate The Andheron Mein Yun Hi
Unhone Humko Ek Nayi Raah Dikha Di

Muddat Se HUME Jin Kiaas Thi.
Wo Mile PAR Kuch Yun Mile.. AE DOST..
Hum Nazar Utha-UTHA Kar Tadap Gaye .
Aur Wo To Nazar Jhuka Kar Guzar Gaye II

Wo jo sar juka ke baithe hai
Hamar DIL chura ke baithe hai
Hamne unse kaha,Hamara dil Laota do
Toh Bole Hum Toh Hatho me mehdi laga ke baithe hai

Wafa Ka Dariyaa Kabhie Rukta Nahin
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin
Khamosh Hain Hum Kisi Ke Khushi Ke Liye
Na Socho Ke Hamara Dil Dukhta Nahin!

Dakh Baby Post Meri
Achi hai...
Soch Meri Sachi hai
lakin main tujhe abhi bhi
pasand nahi aaya to sweet
heart tu abhi bachi h

Mai uski har bat ko hans kar manta raha..
........
.....
Or Mane usko ik bar muskurane ko kaha
Or wo hasne ki jagah gusa ho ke chale gye.

Raaste Mein Pattharo Ki Kami Nahi Hai
Mann Mein Toote Sapno Ki Kami Nahi Hai
Chaahat Hai Unko Apna Banana Ki Magar
Unke Paas Apno Ki Kami Nahi Hai..

Bhahut roya tha jab mera janam hua tha,
Aur Hans rahi thi ye Duniya,
magar Doston Ek Din Badala lunga,
Hansta hua jaunga aur Royegi ye Duniya…

Log mohabbat ko khuda kehte hain
Agar koi kare to use ilzam dete hain
Kehte hain ki pathar dil roya nhi karte
Fir kyu pahado se jharne gira krte hain

Yah dosti chirag hai isse jalaye rakhana
Yah dosti gul hai isse khilaye rakhana
Hum rahe na rahe iss jahan main
Bus hamari yaad dil me basaye rakhana

Kitna pyar hai tumse ye jan lo
Tum hi zindagi ho meri Is baat ko maan lo
Tumhe dene ko mere paas Kuchh bhi nahi
Bas ek jaan hai Jab ji chahe maang lo

Tham Lo Muje Behoshi Cha Rahi Hai,
Palko Pe Aansu Leke Teri Yad Aa Rahi Hai,
Pyar To Bepanah Mere Dil Ne Kiya Hai,
Fir Saza Kyu Meri Nazre Pa Rahi Hai.

Mere status�� ka shouk rkhne
walo��, muze kabhi aadat n bana
lena...Me wo ek lehar hu.. Jo rook
jane ki chahat nahi rkhta #

Daru aur Cigarette peenewala insaan
kabhi matlabi
nahi hota...
Jise apni khudki jaan ki chinta nahi
woh bhala
matlabi kaise.. : )

Mai: Hello bhai kya haal hai
Dost: Mast bhai tu suna
Mai: Yaar ek kaam tha
Dost: Haan to karle baad mei baat kar liyo
kaam jyaada zaroori hai