Mere liye Meri Duniya Ho TumChu kar Jo Guzri woh Hawa Ho Tum..Mein ne Jo Mangi woh Dua Ho TumKarey Mujh ko Jo Roshan woh Diya Ho TumDil Yeh kahey Mera Jiya Ho tum.Kiya Mein ney Mehsoos, woh Ehsaas Ho TumMere Honto ki Pyaas Ho TumMere baahon ki Aas ho tum.Meri Nazar ki Talaash Ho TumMeri Zameen ka Akaash Ho TumMere Chehrey ki Kashish Ho Tum.Mere Sitaron Ki Gardish Ho TumMeri Zindagi ka Karaar Ho TumMein ney Jo Chaha woh Pyaar Ho Tum.Meray Intizaar ki Raahat Ho TumMere dil ki chaahat Ho TumTum ho To ye Duniya hai Meri.Faslay Had Se Barh Jaey to Gum Milte Hienishi liye Hum Har Shaks Se Kam Milte Hien.Mere liye Meri Duniya Ho Tum.

Aankhen teri bahe toe ansu mere hoe,saase teri chale toe dhadkan meri hoe,zindagi se yahi dil-e- tammana hai ke,dhadkan teri ruke aur maut meri ho.

Main aur meri tanhai Aksar ye batein karte hain Tum hoti to kaisa hota tum yeh kahti, tum woh kahti Tum is baat pe hairan hoti tum us baat pe kitni hasti tum hoti to aisa hota, tum hoti to waisa hota Main aur meri tanhai , aksar yeh bat

Agar jawab doge to baat karenge! Nahi doge to intezar karenge! DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak aap ko har pal YAAD karenge….Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?Pal Pal tarsii hu is PAL ke liye, Yeh Pal aaya bhi Tha kuch PAL ke liye, Socha tha ise Zindagi ka ek HASIIN Pal banau per Yeh PAL bhi Tehre Kuch Pal ke liye…Dhur nigaho se bar bar jaya na karo, Dil Ko is tarah tadpaya mat karo, tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum, Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…….Nazar Andaz kaisa kare Aap ko, Nazaro mai B hai Aapko, Yaad Ane par Roye bhi tho kaise, Darte hai, Jhuki jo Palke tho Chubhegi Aapko………….Khat ki shuruaat ek chooti si mazak se…Mazak Dard ban jayega yeh malum na tha.. Samjthe the Jisse Hum Aapna “YAAR”. wo “PYAAR” ban jayega Malum na tha…!!Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya karte hai aur sitaro se unka zikar kiya karte hai who aaye na aaye khawbo mai fir bhi hum unka intezar kiya karte hai….Tanhai mai fariad kar sakte hai.. Virane ne ko Aabad kar sakte hai, Kya hua Aapse Mil nahi sakte, Sachhe DILSE Aapko yaad tho kar sakte hai……….Royegi aakhe Muskurane ke baad, Aayegi raat Din Dhaljane ke baad, O Janewale Zara mud ke Dekh, Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad……….

Koi Khata Ho Jaye To Maaf Karna.Koi Sikva Ho Jaye To Maaf karna.Dil Se To Hum Aap Ko Bhulte Nahi.Dhadkan Hi Ruk Jaye To Maaf Karna.

Kisi ek se karo pyaar itna, Ki kisi or se pyaar karne ki gunjaish na rahe, Wo muskurade aapko dekhke ek baar, To zindagi se fir koi khwa

Kaate nahin kat-te lamhe intezaar ke, Nazaren bichaye baithe hain raste pe yaar ke, Dil ne kaha dekhe jo jalwe husne yaar ke, Laya hai unhe kaun falak

Apne DIL ke suno jazbat se kam na lo,mujhe bas yad rkho beshak mera nam na lo,apko vaham hai hum bhul gaye apko,yar aisa soch ke maree dosti ka Imtehan na lo.Have nice day

Teri yaado main roj rota huSubha hoti hai tab main sotaTujhko pane main khud ko khota huTu mujhe apna banale ya mere dil se nikal.

dil se dil ka nata bada hi komal lgta hai,dil se kiya wada bada hi pakka lgta hai,par jab tutta hai dil to jina bada muskil lgta hai.

Ghar se bahar wo naqab me nikliSaari Gali unki Firaq me nikli,Inqaar karte hai wo hamari Mohabbat seaur Hamari hi Tasweer unki Kitab me Nikli.

Teri ankhon me ye jo nami si chai hai,wo mere dur hone ki gavahi hai,Yaad itna na kiya karo mujhe,hichkiyan le le kar meri jaan pe ban aayi hai….

Tu Nahi To Teri Tasveer Hi Sahi.Mohabbat Mein Ankhon Se Neer Hi Sahi.Doond Raha Hai “Dhanwant” Kheechi Se Hogi Kaheein,Tere Naam Se Hatheli Par Lakeer Hi Sahi.

Pyar ka matlab sirf pyar ka izhaar karna nahi hota … Pyar bina kuch kahe bhi, pyar hi hai … Pyar qurbani bhi hai … Pyar ek doosre ke liye chup rehna bhi hai … Pyar ka matlab sirf pyar ko pana nahi hai … Pyar kisi aur ki khushi ke liye, apni khushi m

Muddat se thi kisi se milne ki Aarzoo,Khwahish-e-Didar me sab kuch gawa diya,Kisi ne di khabar woh aayenge raat ko,Itna kiya ujala ki Ghar tak Jala Diya.