Raton Me Suni Hai Magar Dekhi To Nahi
Ek Aah Si Aati Hai, Unki To Nahi
Apna Hunar Tarasha Hai Jinke Husn Se
Meri In Gazlon Me Wahi Aks To Nahi
Dil Ko Ye Dilasa Hai, Wo Hai Jamin Pe
Ye Chand Usi Dildar Ka Saya To Nahi
Jis Ajnabi Ne Mujhko Talabgar Kiya Hai
Unse Mere Rooh Ka Koi Rishta To Nahi

Kabhi Tere Deedar Ko TarsaKabhi Tere Pyar Ko TarsaTu Mil Bhi Gaya Mujhe Phir Bhi Na Jane Kyo Main Karar Ko TarsaPatjhad Tha Bahar Aayi Sawan Ki Rimjhim Phuhar AayiPa Bhi Liya Maine Tujhko LekinPhir Na Jane Kyo Tere Ikrar Ko TarsaKushi Me, Gam Me Tu Sath H MereJanta Hu Koi Ho Ya Na Ho Tu Aas Pas H MerePhir Bhi Aisa Kyo Lagta H KiMain Teri Parchayi Se Bhi Mulakat To Tarsa.

Toand ( pet ) ki ye haalat, meri bhi hai, uski bhi,dil mein ek tasvir idhar bhi hai, udhar bhiKarne ko bohot kuch hai magar kab kare humKab tak yoon hi is tarah rahe humDil kahta hai Safeway se koi vaccum cleaner la deye Carpet jo jine ko zoonz raha hai, fikwa deHum saaf rahe sakte hai, logon ko bata dain,Haan hum roommates hai – roommates hai – roommates hai

Zindagi Bhar Nahi Bulenge Wo Pehli MulakaatJab Hui Thi Nazre Hamari Aapse ChaarYakin Hi Nahi Hua Ki Yeh Sach Hai Ya SapnaSukriya Us Rab Ka Jisne Milaaya Hume AapseKabool Ki Hamari Dua UsneChahe Kaafi Intzaar Ke BaadHume Milaaya Apne Meet Ke SaathIsliye To Hum Kehte HainKi Itni Shiddat Se Maine Tume Pane Ki Koshish Ki HaiKi Har Zarre Ne Mujhe Tumse Milane Ki Koshish Ki Hai

Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad aayegiJab Chaand Sitare chamak rahey honJab Yaadon k Phool Mehak rahey honJab Deed ko Nain taras rahey honJab Aankhon se Aansoo baras rahey honMeri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad aayegiJab Tanhai se Dil Ghabraye gaJab Tumhein Akela-Pan SatayegaJab koi Khuwab hi nahi ayegaJab Phool Kitab mai hi reh jayegaMeri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad ayegi.

Kya kahun kya ho tum?Mere liye meri duniya ho tum,Choo ke jo gujre vo hawa ho tum,Maine jo maangi vo dua ho tum,Kiya maine vo ehsaas ho tum,Meri najar ki talaash ho tum,Meri zindgi ka karaar ho tum,Maine jo chaha vo pyar ho tum,Mere intzar ki rahat ho tum,Mere dil ki chahat ho tum,Tum ho tou duniya hai meri,Kaise kahun ki sirf pyar nahi,“JANA” Meri Jaan Ho Tum,.

Kehte Hain Jisko Mohabbat.Wo Kabhi Nahin Tha Mera.Chaha Tha Jis Ko Humne.Woh Kabhi Nahin Tha Mera.Roie Thi Mein Buhat.Nahin Yeh Kisi Ne Jana.Chahoon Mein Agar Hasna.To Roe Yeh Zamana.Chaha Buhat Ke Kehdoon.Phir Bhi Naa Keh Paie.Marna Chaha Tha Mein Ne.Phir Bhi Na Mar Paie.Sab Kehte Hain Yeh Hamesha.Woh Hoga Ek Din Mera.Jaane Kab Woh Din Aaega.Jab Mujhe Yeh Khushi Naseeb Hogi.

Aap Se Jab Jab Kuch Kehne Ka Khayal AayaPehle Bade Jatan Se Humne Apne Labo Ko SajayaRah Mein Jab Bhi Aap Nazar Aate TheLabo Pe Sajaye Har Bol Bhikhar Jate TheAaj Tak Aapse Kuch Keh Na PayeHaar Kar Apne Jazbaat Is Kagaz Par SajayeU To Zyada Nahi Bas Itni Si Khawish HaiEk Saaf Suthre Pyaar Ki Numaish HaiHaan Keh Dena Agar Yeh Pyaar Kabul HaiYa Na Keh Dena Agar Yeh Mari Bhool Hai.

Raat gujarti rahi, din dhalte rahe
hum jaage ya soye, unke khayalon mei rahe
sochte theh jo na nazar aayenge unko
wo dil se bhula denge humko
kitne maasoom theh khayalaat wo to
samay ke har pehar ne jataya humko
wo kare yaad humhe raat dhalne ke baad
hamaara to savera bhi ho unki yaad ke saath…

Jindgi ke chand pal chura gaya koiPas aakar apna bana gaya koiDar lagta hai mar na jau juda hokarIss kadar mere dil main ghar bana gaya koiJindgi viran hoti hai mohababat ke binaIss bat ka ehsas dila gaya koiJis gulshan main na khile hon chahat ke phoolUss gulshan main chahat ke phool khila gaya koiSunta aaya tha kissa diwano ka ab takAaj ‘Avinash’ ko bhi diwana bana gaya koi..

Dua Ki soorat Mein Uss Ki Khaatir
Jo meray honton se lafz nikaly
Jo mari Aankhon se ashk niklay
Unhi k badley Mein ae KHUDAYA
Jab bhi us ka naseeb likhna
UROOJ likhna
KAMAL likhna
Kabhi na harf-e-ZAWAL likhna
Khusian likhna
or us ki umr-e-draaz likhna…………

Pyar ka matlab nahi koi sheher memehboob badal jaate hain har semister mekyu diye jalaye hum gali k baadastooraag lagi hai jab apne hi ghar mekyu pyaar usi se hame bepanaahmeri kimat nahi koi jiski nazar mekhudgarz ho gaya insaan is hawa mebeh gaye sab is leher memaa tu kyu aansu bahati hai khule mewo taseer nahi ab doodh k asar meteri aankh me nami kyu hai dostkya fir koi haadsa hua safar me

Paro mein noor hai udan mein hararat hai
Lahu hawa mein kisi subah ki sahadat hai,
Kisi ka pyar mujhe na der tak rok saka
Mere badan mein hawa ki koi khayalat hai,
Fiza mein dhuni huyi ruyi ke jaire mile
Kahan kahan mere ehsas ki komlata hai,
Safed barf ke khargosh gud gudane lage
Latif sardiyo mein narm narm garmi hai.

Kabhi yun bhi aa meri aankh mein Ki meri najar ko khabar na ho
Mujhe ek raat navaj de Magar uske baad subah na ho
Woh bada raham o karam hai Mujhe yeh asar bhi daan karein
Tujhe bhulane ki dua karun Toh meri dua mein asar na ho
Mere baajuon mein thaki thaki Abhi khwab dekh rahi hai chandani
Na uthe sitaron ki palki Abhi aahton ka gujar na ho

Kabhi yun bhi aa meri aankh mein Ki meri najar ko khabar na ho
Mujhe ek raat navaj de Magar uske baad subah na ho
Woh bada raham o karam hai Mujhe yeh asar bhi daan karein
Tujhe bhulane ki dua karun Toh meri dua mein asar na ho
Mere baajuon mein thaki thaki Abhi khwab dekh rahi hai chandani
Na uthe sitaron ki palki Abhi aahton ka gujar na ho